Monday 22 June 2015

Teaching homeless children for free in India


India ek aisa desh hai jahapar maximum bachche padh nahi paate bcoz of enemployment  thats y woh child labour bante hai ,, agar hum dhyaan se dekhe toh population main factor nahi hai iska ,, iska main factor hai yaha ki corruption or yaha ke logo ki soch ..agar hum singapore ka example le toh hume dikhega ki 30 saal pehle unke paas kch bhi nahi tha kch bhi but unhone mehnat ki or aaj top developed countries mai se ek hai .. Agar india ke log chahte toh bohot pehle yeh sab khatam kar chuke hotte  but kya kare sab matlab hai ,,hum chahe toh india ko Ek naya india bana sakte hai apni mehnat se ,,  agar hum bachcho ko free mai padahye toh yeh sab ho sakta hai hume dhire dhire  hume thoda thoda apne contribution dena hoga har jagah jabhi ek din aisa hoga ki hum woh india dekh paayenge jo hum aaj singapore aur america ko dekhkar sochte hai . hume dikhana padega ki hum piche nahi hai agar britain humse 100 years aage hai toh hum dikhayenge ki hum bhi uski barabari par hai ,,iss article ke through bas mai itna batana chahta hu hum sabko INDIA ko theek krna padega apni mehnat se , nahi toh woh  din durr nahi jab india sone ki chidhiya se  kch or bekar ban jaayega or hum kch nahi kar sakenge ,plz iss article ko share kijiyega jisse hamari baat sab tak jaaye   THANKS 

Wednesday 10 June 2015

Friday 5 June 2015

The highest cricket ground in the world

 The highest cricket ground in the world At an altitude of 2,444 meters, the Chail Cricket Ground in Chail, Himachal Pradesh, is the highest in the world. It was built in 1893 and is a part of the Chail Military School